Click here for more details
Lyricswarr |
Singers: Mohit Chauhan, shukhvinder, Megha dalton, Badshah, Anugrah
Music: Mithoon
Music Label: T series
“Bolo Har Har”
Aag bahe teri rag mein
Tujhsa kahaan koi jag mein
Hai waqt ka tu hi toh pehla pehar
Tu aankh jo khole toh dhaaye kehar
Pramaarag bharpe (x2)
Toh bolo har har har
Pramaarag bharpe mahadev
Pranaarag bharpe
Toh bolo har har har
Raftarr Rap:
Aati na ant hai uska
Woh sabka na inka unka
Wohi hai mala
Wohi hai manka
Mast malang wo apni dhunn ka
Antar mantar tantar jaagi
Hai sarvatra ke swabhimaani
Mrityunjay hai maha vinaashi
Omkar hai isi ki vaani
Isi ki, isi ki, isi ki vaani (x2)
Bhang dhatura bail ka patta
Teeno lok isi ki satta
Vish pikar bhi adig amar hai
Mahadev har har hai
japta (x2)
Wahi shoonya hai wohi ikaaye (x3)
Jiske bheetar basta shivaay
Toh bolo har har har (x3)
Aghorana paro mantra
Nasti tatwam guro param
Nagendra haraya Trilochanaya
Basmanga ragaya maheswaraya
Nithyaya shudhaya digambaraya
Tasmai nakaraya
Namashivaya
Shivam rakhtramam
Shivam paahimam
Shivam trahimam
Shivam rakshmam
Shivam paahimam
Shivam trahimam
Mahadev ji
Pam paahimam sharnagatam
Twam pahimam
Pam rakshmam shiv paahimam shiv
Raftarr Rap:
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se jalna hai Kailashi
Shakti jiski dard ki pyaasi
Hai pyaasi, haan pyaasi
Ram bhi uska, Ravan uska
Jivan uska maran bhi uska
Taandav hai aur dhyan bhi woh
Agyaani ka gyaan bhi woh hai
Aankh teesri jab yeh khole
Hile dhara aur swarg bhi dole
Guunj uthe har disha kshitij mein
Naand usi ka bam bam bhole
Wahi shoonya hai wohi ikaaye (x3)
Jiske bheetar basta shivaay
Tu hi shivaye tujh mai hi shiv h
koi nahi yaha tere siva
udda rakh aagni ko jawala tu kar
mitta de andhere tu ban k sher
Toh bolo har har har
Ja ja kailash ja kar vinaash (x6)
Ja ja kailash ja sarvanaash
Toh bolo har har har(x2)
Raftarr Rap:
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se jalna hai kailashi
Shakti jiski dard ki pyasi
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Aag se jalna hai kailashi
Shakti jiski dard ki pyasi
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Pinaka hasthathaya sanathanaya
Divyaya devaaya digambaraya
Tasmai yakaraya namashivaya
Must watch